top of page

🌧️ Mumbai ki barish + Photographer ka struggle = Ek alag hi kahani.

One thing about Mumbai rains – they never ask before coming.

Schedule fix hota hai, client ready hota hai, location set hota hai… aur ekdum se baarish sab plan bigaad deti hai. Camera, lights, props — sab bachate bachate bhi sochna padta hai, “ab shot kaise niklega?”


But photography is not about excuses, it’s about execution.

Client ko final image chahiye, unhe deadline se matlab hai, baarish se nahi.


Aur asli test wahi se shuru hota hai.

Shoot khatam hote hi begins the editing marathon.

2 ghante ka shoot → 10 ghante ka editing.

Raat din ek karke, sleepless nights mein bas ek hi tension: “time pe deliver karna hai.”


Log aksar bol dete hain –

“Arre, photographer banna easy hai… bas ek click ki to bat hain”

Unhe kaun samjhaye, ki us ek click ke peeche kitna patience, planning, aur struggle hota hai.

To set the angles of camera, The exposure, The lighting.. Dude! Trust me it’s not Halwa.


📸 Photography is not just passion, it’s a responsibility.

Rain, deadlines, or pressure – we don’t stop.

Because for us, har photo ek kahani hai, jo hamesha zinda reh jaati hai.


Just shared more about these real behind-the-lens struggles and our services in my latest blog 👉 www.hrdigitalphotography.com


 
 
 

Comments


bottom of page